Ask Your Question

Revision history [back]

wjkkwjkf

ver ji...hum to yahe jante ha jo sacche mann se prmatma ke raste chal parte ha unka bus ik he laksya hota ha....prabu ki prapti.Agar tumse koi pushe ke humara baweshya kya ha tu uska utter bus prabu ko prapt karna ha...ya hum sab ka baweshya ha (according to sant baba maskin ji).

      aur ager humari koi mang mangne per puri nahe hote....to hume ye mann lenna cahya ke wo mang humare liya sahe nahe thi....ise lya pure nahe hue...
    bus mann ko pakka kar lo chahe kus be ho jaye hum brabu ki aradna karna nahe chorege...kyuke wahe hamara bawesh ha...
        upper kus likne me aur kahne me bul chuk ho sakte ha apna bhai samaj ke shma karna.
         wjkwjf